Wafa ka Sila

Wafa ka Sila
Yehi wafa ka sila hay to koe baat nhi
Ye dard tu nay dia hay to koe baat nhi
Yahi bohat hay k tum dekhti ho Sahil se
K safena dhoob raha hay to koe baat nhi
Rakha tha aina-e-dil main choopa ka tum ko
Wo ghar choor dia hay to koe baat nhi
Tum nay hi aina dil mara banaya tha
Tum nay hi toor dia hay to koe baat nhi
Bilakhar zeesat k kabal bana hon
Bari moshkal se pathar dil bana hon
Wo aay hain sarapa-e- jesim ban kar
Main ghabra k mujasma-e-dil bana hon.
Jahan maqtool hi theray hain mujram
Yahi kuch soch k katal bana hon
Bara mohtat hon tari mahfil main
Tari janib se so gafil bana hon
Main kha kar thookrain tari ghali ki
Bra murshad bara kamil bana ho
Koe samjay ga kiya mujko
Main khod apnay liey mushkal bana hon

0 comments:

Post a Comment